BCA me admission ke liye kya karna padta hain?

- Manasvi jakharUpdated On June 12, 2025 10:21 AM

Hi student,

BCA ka admission procedure college to college differ karta hai. While some of the universities accept admission on a merit basis, baaki universities entrance exams ke marks ke basis pe students ko admission offer karti hai. However, agar hum general criteria ki baat karein, to BCA course mein admission lene ke liye sabse pehle aapko apna 12th minimum 50% ke sath qualify karna padega. Ho sakta hai uske baad aapko entrance exams, jaise ki TANCET 2025, CUET UG 2025, MU OET 2025, etc, bhi clear karne pade, depending upon the university requirements. Entrance exams clear karne ke baad aapko uske respective counselling mein participate karna padega, jiske through aap apne choices ke colleges mein admission le sakte hai. Moreover, agar aapko koi specific university ke BCA course mein admission chahiye to aap uska naam mention kar sakte hai, jisse hum aapki better help kar payenge.

We hope this answer clears your query.

In case of further queries, you can write to hello@collegedekho.com or call our toll free number 18005729877, or simply fill out our Common Application Form on the website.

- LipiAnswered on June 12, 2025 10:21 AM
  • 0
  • 0
  • 0

Top